yeh intejar galat kee shaam ho jaaye
jo ho sake toh abhee dor jaam ho jaaye
mujh jaise rind ko bhee tune hashar me ya
rab bula liya hai toh kuchh intejam ho jaaye
hui mehangee bahot hee sharaab, ke thodee thodee piya karo
piyo lekin rakho hisaab (ke thodee thodee piya karo -3)
hui mehangee bahot hee sharaab, ke thodee thodee piya karo
gu kaa daur ho ya ho khushee sama, bandhatee hai sharaab - (3)
ek mashwara hai janaab (ke thodee thodee piya karo -3)
hui mehangee bahot hee sharaab, ke thodee thodee piya karo
dil ke jakhm ko sina kya, pine ke liye jina kya - (3)
phuk dale jigar ke sharaab (ke thodee thodee piya karo -3)
hui mehangee bahot hee sharaab, ke thodee thodee piya karo
dilbar kee baato me nasha, julfon me nasha aankho me nasha - (3)
maise padake usaka shabaab (ke thodee thodee piya karo -3)
hui mehangee bahot hee sharaab, ke thodee thodee piya karo
piyo lekin rakho hisaab (ke thodee thodee piya karo -5)